Facebook se kisi ka bhi hidden phone number kaise nikale ?

Facebook se kiss ka bhi hidden number kaise nikale ? hello friends jaisa ki asap jante ho ki Facebook ek social media site hai , jiska use aaj ke time me har koi karta hai , liken kabhi kabhi apko apke kisi purane friend se bhut hi importanat kam hota hai but apke pas uska new number ni hota to ese me ap facebook me ja kar uska number search kar karte ho lekin apke friend ne apna number private { only show me } me rkha hua hai .To ap us time apne friend se connect nhi ho pate ya fir apko uske online hone ka wait karna pdega . To ese me kya kare wahi mene aaj es post me bataya hai .To aj me es post me ek esi trick btauga jis se aap kiss ka bhi hidden number Facebook se aasani se nikal skate hai .

Facebook se kisi ka number nikalne ke do tarike hai:

Facebook se apne friend ka number nikalne ke liye aap apne Facebook friend ki profile >about >contact & basic information >mobile number me ja kar ap apne kiss bhi friend ka number nikal skate hai.

apko sabase phale apna facebook account log in karna hai ,uske bad jis nhi friend ka phone number ap nikalna cahate ho uski profile me ja kar about me jane par apko apne friend ki sari information ke sath uska phone number bhi mil jayega .

Yhan se ap sirf unhi friends ka number ka number nikal sakte ho jin hone apna number facebook me add kiya hua hai aur show everyone & show only friend par set hua hai .

Agar apke friend ne apna number private { show only me } par kiya hua hai to niche hamane dusare trike k bare me bataya hai .

facebook-page-kaise-banaye-facebook-page-kaise-delete-kare-facebook-page-me-like-kaise-badhay/

Alert : ye post sirf educational purpose ke liye hai , please eska galat use na kare

Add TFF Extension :

Sabse pahle apne computer ke charom browser me ja ke TOOLKIT FOR FACEBOOK EXTENSION ko add kare . Agar ap mobile me Facebook me use kar rahe ho to charom browser open Karne ke bad setting me ja kar request desktop site par click kar de jis se apke mobile ka charom browser desktop chrome browser ki tarh kam kar sake.

instagram-se-koi-bhi-photo-aur-video-kaise-download-kare/

Login to Facebook :

Toolkit For Facebook Extension chrome browser add Karen ke bad apne Facebook account ko login kare .

Open TTF Extension :

Facebook login Karen ke bad TOOLKIT FOR FACEBOOK EXTENSION ko open kar de . Facebook Extension apko Apne computer ke screen ki right side me 3 dot ke side me TFF likha yoga us par click kare apka toolkit For Facebook Extension open ho jayega .

Get public phone number of friends :

TFF par click Karen ke bad apko whan par bhut sare toots mileage , ab apko nice scroll karma ha ,niche apko Get public phone number of friends ka option dikhai dega us ke niche start tool par click kar de. agar apko Get public phone number of friends niche nhi mil rha to upper search bar me jhan pe likha hoga search a tool us par Get public phone number of friends type kare aur apke same Get public phone number of friends ka option dikha fir nuske niche start tool par click kar de.

Select Friends :

Start tool par click Karne ke bad apko apni friend list show hogi , jis bhi friend ka number ap nikalana cahate ho us ko select kar de . agar ap sabhi friends ke phone number nikalna cahte ho select all par click kare aur uske bad submit par click kar de.

Export to CSV :

Submit par click karne ke bad apke samne un sabhi friend ka number show ho jayega jinhone apna number hide kiya hua hai , agar aap sabhi number save karna cahate ho Export to csv par click kare .

Export to csv par click karne ke bad ek excel worksheet download hogi . Us excel worksheet me apke friend ke number aur datail hogi .

Note :

Aap sirf unhi friends ka number nikal sakte jinhone apna number { only show me } kiya hua hoga .

To es tarah ap apne facebook friend ka number nikal sakte hai , umeed hai apko pata cal gya hoga ki facebook se apne friend ka number kaise nikale ? agar apko yah post pasand aaya hoga aur apke liye helpfull hua hoga .

Agar apko es post se related koi bhi confusen hai to aap hame comment kar ke quation kar sakte hai . Aur agar post acha lga ya apke liye helphull rha to please apne friends ke sath aur social media me share kare .

Thank you