kinemaster best video edditing app|| kinemaster app use kaise kare || kinemaster app ki puri jankari hindi me ||

Hello friends aj hum apko kinemaster app ki puri jankari denge ,kinemaster ek video editing app hai, jis me ap apni video ko edit kar ke use attrective bana skte ho, agar ap achi aur effective video banana cahte ho to ye app apke liye bhut achi app sabit hogi, video edditing ke liye liye kinemaster app sabse achi app hai , agar ap bhi video editing ke liye ek achi app dundh rhe ho to me apko kinemaster suggest karuga , kinemater pahle sirf android me hi available tha par ab ap ese iphone me bhi use kar skte ho ,

Agar ap ek youtuber ho to apke liye kinemaster best app hai , sbhi youtuber kinemaster app ka hi use karte hai apni video ko eddit ar attrective banane ke liye .

kinemaster kya hai ?

kinemaster ek mobile video edditing app hai, kinemaster full-featured video edditing app hai, smartphone user ke liye video edditing ke liye kinemaster sabse achi app mani jati hai, esme video edditing ke liye bhut sare featured provide kiye gaye hai , jis se ap apne video ko ko attrective bana sakte hai, kinemaster use karna bhi bhut hi aasan hai.

kinemaster use karne ke kya kya fayde hai ?

Kinemaster me video edditing ke liye apko bhut sare tools provide kiye gaye hai , jinka use kar ke ap apni video ko effective bana ho.

Kinemaster me ap wedding videos bhi eddit kar skte ho , ar esme ap slide show ke video bhi bana skte ho ar usme ap audio bhi add kar sakte ho.

kinemaster youtuber ke liye best video app hai , agar ap ka bhi koi youtube channel hai to ap bhi kinemaster se apni video ko eddit kar sakte ho, aur ap kinemaster me apne youtube channel ke liye intro video bana sakte ho, bhut sare youtuber kinemaster ka hi use karte hai apni video ko eddit karne ke liye,

Kinemaster app use karne ki sabse achi bat ki kinemaster use karne me bhut hi aasan hai , phle phle starting me apko 2-3 bar kinemaster use karna apko hard lag skta hai but uske bad jb ap kinemaster ke sabhi feature aur tools ke bare me jan jaoge fir ap aasani se kine se video edit kar skate ho.

Kinemaster Tools ki jankari :

Kinemaster me apko bhut sare tools aur feature milege but hum apko sirf unhi tool aur feature ki jankari de rahe hai jo ap ap ke kam hai :

1.Layer :

layer open karne par apko esme video edit karne ke liye 5 feature milenge , un sbhi feature ki jankari niche di gai ha :

Media : Es feature ka use kar ke ap kisi bhi video me koi bhi image aur video add kar sakte hai.

Effect : Es feature ka use kar ke ap apni video me blur effect dal sakte hai.

Overplay : Es feature ka use kar ke ap apni video me clip art add kar sakte hai.

Text : Es feature ka use kar ke ap apni video me text add kar skate hai.

Handwriting : Es feature ka use kar ke ap apni video ke kisi bhi part me draw, circle aur arrow add kar sakte hai.

2 . Audio :

Es feature ka use kar ke ap video me koi me audio add kar skate hai, jaise ki koi song ya fir koi bhi music add kar skte hai.

3. Vioce :

Es feature ka use kar ke ap video me koi bhi vioce add kar skte hai , jaise ki kisi bhi song ya movie ke kisi hisse me ap apna vioce record kar ke add kar sakte hai.

Croma key :

Croma key bhut hi usefull feature hai , es feature ka use kar ke ap apni video me green screen wali video add kar sakte hai, croma key feature bhut hi kam video edditing apps me available hai.

Croma key youtuber ke liye bhut hi usefull feature hai , ap croma key feature ka use kar ke you tube ke liye best intro bana sakte hai.

Kinemaster app ka use kaise kare ?

Kinemaster app use karana bhut hi aasan hai , koi bhi aasani se es app ka use akr ke video edit kar sakta hai, lekin ap eske full feature ka use tabhi kar sakte hai agar ap eske premium version ko purchase kar lete hai.

Agar ap eska paid plan buy nhi karte hai to bhi ap achi video bana sakte hai. par esme feature thode kam milege .

Kinemaster use karne ka tarika || Kinemaster app use kaise kare ?

Kinemaster app me apni video eddit karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare :

1. Click on + Media :

Kinemaster open karne ke bad + media me click kare .

2. Select Aspect Ratio :

+ media par click karne ke bad apko aspect ratio select karna hoga, esme ap display size select karna hoga , jis display size ki video banana cahte ho us par click kare.

3. Click on Media browser :

Media browser par click karne ke bad koi bhi photo aur video add kar sakte hai.

4. Click on Layer option :

Layer option par click karne ke bad apko yahn pe Media , Effect , Overplay , Text , Handwriting jaise feature milege , ap enme se kisi bhi feature ka use kar ke apni video ko edit kar skte hai.

5. Click on Voice option :

voice option me click karne ke bad ap apni video ke kisi bhi hisse me apni voice ko record kar ke add kar sakte hai.

6. Click on Audio option :

Es feature ka use kar ke ap apni video me background music de sakte hai.

Kinemaster download kaise kare :

Kinemaster app download karna bahut hi aasan hai , ap google play store se ese aasani se download aur install kar sakte hai.

Kinemaster download process :

1 . Apne phone me google play store open kare.

2. Google play store open karne ke bad google play ke search box me kinemaster

search kare.

3. Kinemaster app par click kare

4. Ab install par click karke kinemaster download kar le.

Dosto apko hamne kinemaster use karne ki puri jankari di hai , agar apko kinemaster app use krne me koi bhi probleam aa rahi hai to niche comment me jarur bataye .

Agar apko post achi lagi to apne friends ar social media share jarur kare .

Thank you .